Link

header ads

Sach Ye Hai Bekaar Hamain Gham Hota Hai – Adab Kahani (Javed Akhtar)

Sach Ye Hai Bekaar Hamain Gham Hota Hai
Jo Chaha Tha Duniya Mein Kam Hota Hai

Dhalta Suraj Phela Jungle Rasta Gum
Hum Se Pucho Kaisa Aalam Hota Hai

Gheiron Ko Kab Fursat Hai Dukh Dainay Ki
Jab Hota Hai Koi Humdum Hota Hai

Zakham To Logon Ne Inn Aankhon Se Dekhe Hain
Logon Se Suntay Hain Marham Hota Hai

Zehen Ki Shaakhon Par Ashaar Aa Jatay Hain
Jab Teri Yaado Ka Mausam Hota Hai

=====================================

سچ یہ ہے بیکار ہمیں غم ہوتا ہے
جو چاہا تھا دنیا میں کم ہوتا ہے

ڈھلتا سورج پھیلا جنگل رستہ گم
ہم سے پوچھو کیسا عالم ہوتا ہے

غیروں کو کب فرصت ہے دکھ دینے کی
جب ہوتا ہے کوئی ہمدم ہوتا ہے

زخم تو لوگوں نے اِن آنکھوں سے دیکھے ہیں
لوگوں سے سنتے ہیں مرہم ہوتا ہے

ذہن کی شاخوں پر اشعار آ جاتے ہیں
جب تیری یادوں کا موسم ہوتا ہے

This is one very great poetry by Javed Akhtar. We tried to do justice with this poetry wholeheartedly and we are sharing it with the hope that it will make a special place in your heart. Let me know your feedback in the comment section. Javed Akhtar is a famous poet and we are representing his famous poetry (Sach Ye Hai Bekar Hmain Gham Hota Ha).

Our Youtube Channel: https://www.youtube.com/channel/UCmVFv1kBHc_OJqF0Y1RGHDQ


 

Post a Comment

0 Comments