Link

header ads

Apni aankh ka taara ya chaand kahoon


Aao kabhi seene se lagaon tumko… roothou jo mujh se tou manaon tumko….

meri baatoun main neend ajae … phir khud hi jagaon tumko…..

tu hamaisha ke liye mera hojae… aisa taweez pilaon tumko…

iss andaaz se tou meri jaan maango …. mein inkaar na kar paon tumko…

apni aankh ka taara ya chaand kahoon… khud hi kaho kis naam se bulaon tumko…

tum mere dil ki dharkan bann gae ho…. batao phir kis tarah bhool jaon tumko….

Post a Comment

0 Comments